Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, August 20, 2011

Aaj baadlon ke aagos me chand ko sote dekha ha,

Aaj baadlon ke aagos me chand ko sote dekha ha,
taaro ko bhari rat me rote dekha ha,
jise mene chaha ek muddat bitne tak,
aaj use maine kisi aur ka hote dekha hai,
jiski aarzoo me maine ek umar gawa di,
use samandar ke gahraaio me khote dekha hai,
jis moti ko sambhale rakha apna muqaddar jan kar,
kisi aur ko use apne haar me pirote dekha hai.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...