Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, August 15, 2011

Hum Zarra Bhi Paas Nahi Uske Dil K Fir Ye Intezaar Kaisa



Tu nahi tou zindagi mien ujala kaisa,
roshni ke sath jeete hai bas maut ke jaisa

sadma tou hai tu mere sang nahi
haste chehre pe ye hamare muskarana kaisa

jeete ja rahe hai zindagi ka alam shauk ke sath
sath tera na ho tou ye hasna hasana kaisa

ya khuda ye kaisi dillagi hai aur kaisi hai chahat
hum zarra bhi paas nahi uske dil k fir ye intezaar kaisa

Muhabbat
Hijar
Nafrat
Sab Mill Chukay Han Mujay
Main Ab Takreeban Mukammal Ho chuka hon

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...