Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, August 18, 2011

kabhi tu nazzar millao

Meri Har Nazar Teri Muntazir
Teri Har Nazar Kisi Aur Ki
Meri Zindagi Teri Bandagi
Teri Zindagi Kisi Aur Ki
Kabhi Waqat Jo Mille Tujhe
Zara Aake Dekh Mere Hal Ko
Meri Har Ghadi Tere Liya
Teri Har Ghadi Kisi Aur Ki
Mujhe Sirf Teri Talab Thi
Par Jane Mujhe Tu Kyun Na Milla
Tu Usse Milla Mere Sanam
Jise Thi Talab Kisi Aur Ki
Main wahe ho Jesse tum piyar kia karty the
Din ma 100 bar mera naam Lia karty the
Aj kia bath hai Q mug se hafa bate ho
Ya kise aur ko apna bana bate ho
Tum muje waqi kia dil s bhola bate ho
Pasly tu pehly itne na hoa karty the
Main wahe ho jise tum piyar kia karty the
Din ma 100 bar mera naam lia karty the
Mujh ko maloum hain ghum hai koe soughat nahi
Tum mujhe apna kaho aisy b halat nahi
Aur gar bhol gaye ho tu koe bath nahi
Zakham tu pehly b dil par laga karty the
Main wahe ho jise tum piayar kia karty the
Din ma 100 bar mera naam lia karty the
kabhi tu nazzar millao””
kabhi tu kareeb aao””
kabhi tu nazzar millao””
kabhi tu kareeb aao””
jo nahi kaha hai””
kabhi tu samajh bhi jao””
hum bhi tu hain tumhare””
deewaane o deewaane””
humne tumko dekhte he ye dil””
tumne humse ye kia kiya””
mera dil na torrou””
kabhi dilse dil millao””
hum bhi tu hain deewaane””
tumhare o tumhare””
kabhi tu nazzar millao””
kabhi tu kareeb aao””

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...