Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, August 12, 2011

Meri Tanhaio Ke Sawalo Ka Javab Ho Tum

Meri Band Aankhoin Ka Saccha Kwaab Ho Tum,
Meri Tanhaio Ke Sawalo Ka Javab Ho Tum,
Ab To duniya Bhi Ruth Jaye To Gum Na Hoga
Meri Duniya, Kaynaat Mera Chaand Ho Tum…
`
......Tum Chahe Izhaar Na Karo,
Hame To Tumhari Khamoshi Bhi Utni Hi Pyari Hai,
Tum Milo Na Milo,
Tumhari Yaadein Bhi Tum Jaisi Pyari Hai…
`
Tere Intazaar Ka Ye Alam Hai,
Tadapta Hai Dil Aakhein Bhi Nam Hai,
Teri Aarzoo Mein Jee Rahe Hai,
Warna Jeene Ki Khwahish Kam Hai..
`
Ashik Tu Soch Tera Kya Hoga Kyuki,
Hashar Ki Parvah Main Nahi Karta,
Fanah Hona Rivayat Hai Tumhari,
Ishq Naam Hai Mera Main Nahi Marta..
`
Pyar Ki Wo Misaal Banayege Hum,
Aankhen Band Karoge To Nazar Aayenge Hum.
Bhar Denge Itna Pyaar Dil Mein K,
Khud Se Pehle Yaad Aayenge Hum…

ishq me mili tanhaiyo ka dard,
hum kaise vaya karenge,
ek se hi itni mohabbat kar li,
ab auro se kya karenge............!!!!!




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...