Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, August 10, 2011

RAT BI RUKTI NEHI DIN BI GUZAR JATA HAI

RAT BI RUKTI NEHI DIN BI GUZAR JATA HAI
YE ROZ SHAB KA SELAB JANE KIDHAR JATA HAI
KAR AMADDA KOI SHAKHAS SAFAR PAR MUJH KO
APNA RASTA MERI DELEEZ PE DHAR JATA HAI
HATH PE HATH DHARE IS LIYE BETHA HOWA HON
DIL AGAR THAN LE MARNE KI TU MAR JATA HAI
SUBHA HOTE HI UCHAK LETE HAIN ALFAZ MUJHE
MERA HAR DIN KISI MISRA MEIN GUZAR JATA HAI
CHAND BI SATH NIBHANE MEIN HAI SAYE KI TARHA
YE BI HAR SHAKHAS KO KHUD CHODNE GHAR JATA HAI
DIL MEIN REKHTA HON TU ARMAN NUMO PATE HAIN
LAB PE LATA HON MEIN JAZBE TU ASAR JATA HAI
MEIN BHATAKNE SE FIQAT IS LIYE DARTA HON NAZIM
MEIN JIDHAR JATA HON HAR SHAKHAS UDHAR JATA HAI.



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...