Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, August 18, 2011

WO NAHI MERA MAGAR USSE MOHABAT HAI TO HAI

WO NAHI MERA MAGAR USSE MOHABAT HAI TO HAI
YEH AGAR RASMO RIVAZO SE BAGAWAT HAI TO HAI
SACH KO MAINE SACH KAHA JAB KEH DIYA TO KEH DIYA
AB ZAMANE KI NAZAR MEIN YE HIMAKAT HAI TO HAI.
DOST BAN KAR DUSHMANO SA VO SATATA HAI MUJHE
FIR BHI US ZAMLIM PE MARNA APNI FITRAT HAI TO HAI
KAB KAHA MAINE KE WO MIL JAYE MUJHKO USKI BAHON
MAY DUM NIKLAY ITNI HASRAT HAI TO HAI
SAATH HAI TO ZINDA HU, MERI SAASO KO USKI ZAROORAT HAI TO HAI


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...